Let suppose agar aik ghar hay jo k old 3.5 marla (275 sqf) k hisab sa liya hua hay.Agar ab sale karna ho to measurment ner marla (225 sqf) ki hisab sa hogi ?
Measurement to locality k hisaab se hogv hy.
Aur paisay to apko total area k hisaab se milengay irrespective of 225 or 275. Total wud be 3.5 x 275 # 963
Mera poochna ka maqsad ha pahla wala marlay baray thay.ab chotay marlay hain…suppose agae aik marla 10 lakh ka hay to ya 35 lakh ka must hoga ?market value to alg hogi
Agar land rate 10 lakh marla hayto phir land kitny amount ki hui ?
Aik ghar tha jo k 1997-8 ma lia gaya. Uski registry hui ha lakin inteqal nai hua…Agar inteqal krwana ho ab us ka treqqa kia hoga ? Inteqal ho b ga knahi ab ? Or agar wo property sale karny ho to koi problem to nahi hogi ? Please reply in detail thanks